Deekhne wale ne dekha bhi toe kya dekha
Na to usse hisab kitab ka khel nazar aya
Na usse khoobsurat lafzon mei likhi hue shayari nazar aaye
Na usse ghar ke lazizi khane ki mehak aaye
Na usse haste haste lout pout hone wale mazak samaj aaye
Na usse doston ki dosti nazar aaye
Nazar aaya bhi to kya....Ek Ad Nangi Aurat.
Jise aaj bhi jeevan milne see pehle he marr diya jata hai.
Jisse aaj bhi kai gharon mei zinda jalaya jata hai.
Jisse aaj bhi sare bazaar nilaam kiya jata hai.
Jiski aaj bhi aatma aur izzat sare aam loote jati.
Aur fir anjamae mohabbaat dekhiye bhi toe kya.........
Wah, wahi karne wale bhi ek aurat,ek aurat,ek aurat !!!
August 28, 2013
From my Heart and Soul !
Posted by
INDU JALALI
at
Wednesday, August 28, 2013
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment